Tuesday, January 6, 2009

क्या भारत में लोकतंत्र पूर्णत; सफल है या नहीं ?

मेरे विचारों में तो यहाँ पर लोकतंत्र सफल नहीं रहा क्योकि की आम आदमी तो क्या शिक्षित व्यक्ति भी उसके सही अर्थ से अनभिग्य है प्रत्येक व्यक्ति उसका मतलब परिस्तिथियों के अनुसार लगाता है क्या आप मेरी राय से सहमत हैं या नही ,क्रप्या मेरे ब्लॉग में अपनी राय जाहिर करें

1 comment:

DINESH KUMAR said...

bharat men loktantra ka aaj makhaul ura rahe hain, jo jawan desh ki suraksha ke liye apni jaan ki parwah kiye bina border par tainat rahata hai,or other impoloyee hain unlogo ka penssion band kiya gaya our jo ek bar minister ban gaya unko ajiwan penssion lagoo ho gaya iska koi bhi party birodh nahi kiya kyonki isse sabhi netaon ko faida tha,aaj mahangai ke birodh men desveyapi hartaal ki ja rahi hai iska khamiyaza kisko aur kaise bhugatna parega iski parwah hi nahi hai bhai sahab iska natiza mahangai aur badhega kam nahi hoga